Thursday 23 June 2016

Bichhar Ke Phir Bhi Milein Ge, Yaqeen Kitna Tha

Bichhar k phir bhi milein ge, yaqeen kitna tha

Ye aik khawaab tha lekin haseen kitna tha

Mujhe hi de gya ilzam bewafai ka

Hasee'n to khair wo tha hi, zaheen kitna tha

Poet: Raza Tiwana

اپنے دل کو ہرے بھرے درخت کی مانند رکھیں.

اپنے دل کو ہرے بھرے درخت کی مانند رکھیں. امن، سکون اور پیار کے پرندے خود ہی اس پر اتر آئیں گے.

Tum Shab Ki Siyahi Mein Mujhe Qatl Karo Ge

Tum shab ki siyahi mein mujhe qatl karo ge

Main subah k akhbar ki surkhi mein miloon ga

Poet: Unknown